Duniya badal jaati hai par DOST kabhi bhi nahin badalte...Check why?

Analyst
By -
0
RESULT AGAR ACHCHA HO :
Maa - Bhagwan ki kripa hai.
Papa - Beta Kiska Hai.
Dost - Chal Daaru Peete hain.

RESULT AGAR BURA HO :
Maa - Aag lage is college main.
Papa - Laad pyar ne bigaad diya.
Dost - Chal Daaru Peete hain.

NAUKRI LAGNE PAR :
Maa - Apni sehat ka khyal rakhna.
Papa - Khoob Mehnat se kaam karna.
Dost - Chal Daaru Peete hain.

NAUKRI CHHOOTNE PAR :
Maa - Naukri hi kharab thee.
Papa - Koi baat Nahin, doosri mil jayegi.
Dost - Chal Daaru Peete hain.

BIRTHDAY PER :
Maa - Jug jug jiye mera beta.
Papa - Hamesha aage badhe.
Dost - Chal Daaru Peete hain.

SHAADI PAR :
Maa - Sadaa Sukhi Raho.
Papa - Khush Raho.
Dost - Chal Daaru Peete hain.

LOVE MAIN FAIL HONE PER :
Maa - Beta Bhool ja usko.
Papa - Mard ban.
Dost - Chal Daaru Peete hain.

✔ MORAL OF THE STORY :
Duniya badal jaati hai par DOST kabhi bhi nahin badalte...

Post a Comment

0Comments

Post a Comment (0)